Saturday, August 05, 2006

FAMOUS DIALOGUES

"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony "Yeh koylei ki khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop mein ugall deta hai." -Kaala Paththar "Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi "Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon." -Trishul "Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." -Trishul "Jigar ka dard upar se kahin maloom hota hai (?), Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai." -Sharabi "Muchain hon to Nathulal jaise hon, warna na hon." -Sharabi "Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kuon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi "Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah, haqeeqat ki chattanon se takra kar toot jaate hain." -Deewar "Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya "Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah "Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie "Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya "Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don "Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris "Tumhara naam kya hai, Basanti?" -Sholay "Daaru peene se liver kharab ho jaatha hai." -Satte pe Satta "Eh Caancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha hai?" -Agneepath "Lekin woh aayee kyon nahin?" -Naseeb "Mukhtaar Singh ka naam suna hai?" - Kaalia "Mai aur meri tanhaai - aksar ye baatein karte hai.... " -Silsila "Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti "Pain is my destiny and I can't avoid it." -Kaala Patthar "Mai feke hue paise ko nahi uthatha." -Deewar "Jo mard hota hai, use dard nahi hota." -Mard "Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai." -Agneepath "Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai." -Sharaabi "Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni joyti hai, dushmanon ke liye utni hi juala. Bhoon dalo is kambaqt ko." -Sooryavansham

No comments: